2 Line Royal King Attitude Shayari in English-Atitude Poetry & Status

A collection of ever best shayari attitude in english text you can easily copy and paste. It includes 2 line attitude shayari in roman english, royal killer attitude status for boys and girls in roman english hindi text, and lines you can share thee instagram attitude shayari english. 

This collection features bad boy and lovely royal shayari for attitude girl in english for style and expression. Readers find bold lines that show confidence power and personality while keeping words simple sharp and meaningful for every mood and impact.

Top Attitude Shayari in English

Top Attitude Shayari in English

Aur kya bigaad lenge log mera
Ek muskurahat to feeki na kar sake

jis ko ap attitude samajh rahy
woh pehchaan hy hamari

Itna bhi mat jhuko ki log tumhein utha lein
Thoda akad mein raho taaki log soch mein pad jaayen

Ehteraam to hum sabka karte hain
Magar darte kisi ke baap se bhi nahin

Zameer bechkar shohrat paane walon
Tumhare urooj se hamara zawal achha hai

Hum poori tawajjo ke talabgaar hain tujh se
Auron se talluq hai to door raha kar

Hamari pehchaan khud ki hai
Hamari banti hi nahin takht-e-nasheenon se

Kirdar mein akad hona bhi zaroori hai
Har koi izzat ke qaabil nahin hota

Talluqaat ka zor humein na dikhao
Humein zamaane ki har hukoomat jaanti hai

Aur hum tumhein wahin khade nazar aayenge
Jahan tumhare bade bhaagte hue nazar aayenge

Main ab badal nahin sakta mizaaj jeene ka
Ab aap chahein to thehren warna bhaad mein jaayen

Kamzarf logon se shikwa na karo
Khamosh raho mazboot raho

Zindagi mein agar kuch banna hai
To andaaz aisa rakho ke dushman bhi kahe kya baat hai

Hum wahi khel khelte hain jahan jeet tay ho
Warna chhode hue patton se bhi log darte hain

Humse muqabla aasaan nahin
Kyunki hamari pehchaan aam nahin

Hamari khamoshi ko kamzori mat samajhna
Sher hamesha shikaar ke waqt hi garajta hai

Hamara usool hai ke hum maujood har jagah hote hain
Magar mayassar kisi ko nahin

Hamara lehja bhi log khauf samajhte hain
Warna baat to hum sirf saleeqe se karte hain

Hamari chaal dekh kar log hairan reh jaate hain
Qadam hum uthate hain par nishaan dilon mein chhod jaate hain

Hamara andaaz hi hamari pehchaan hai
Jo jhuke nahin wahi asli shaan hai

Best Shayari on aAttitude in English to Copy Paste

Main aise waison ko munh hi nahin lagata tha
Kharab waqt ne aadat kharab kar di hai

Hamari baaton mein wo asar hai janaab
Jo sun le ek baar wo umr bhar yaad rakhe jawab

Hamari tanhai bhi logon ko khalti hai
Kyunki hamari khamoshi mein bhi baadshahi jalti hai

Hamara andaaz dekhne ki cheez hai janaab
Lafz kam asar zyada hota hai hamare jawab mein

Humse behtar aaina koi nahin dikha sakta
Chehra bhi sharma jaaye hamare andaaz par

Hamari muskaan bhi ek teer ki tarah chalti hai
Jo lage to seedha dil ke aar paar jalti hai

Hamare lehje mein wo thehraav hai janaab
Jo sun le ek baar phir kisi aur ko na sune

Hamari khamoshi bhi kai sawaal rakhti hai
Jo samajh jaaye wo dil se nikal nahin paati

Humse nazrein milana aasaan nahin
Hum muskurate hain magar andar toofan chhupa hai

Hamari shakhsiyat kitaabon mein nahin milti
Hum wo daastaan hain jo waqt khud sunata hai

Kisi ki kya majaal jo mujhse talkh kalami kare
Main to khud ko bhi ji mohtaram kehkar mukhatib karta hoon

Qadam jahan rakhte hain rutba wahin paida hota hai
Hamara naam hawa mein nahin dilon mein chalta hai

Dil ki zid thi ke tumse shikayat nahin karni
Tumse to wo gile hain ke bas rehne do

Hamari nigahon mein aakar koi beadab nahin bachta
Hum muskurakar bhi logon ki aukaat dikha dete hain

Kar raha tha mehfil mein apni wafaaon ka zikr
Maine jooti uthai aur chup ho gaya

Mere lafzon par hi guzara kar lo tum
Mafhoom mein utrogi to mere hi ho jaogi

Toofan bhi hamari raftaar se darte hain
Hum wo safar hain jo manzilon ko mashhoor kar dein

2 line Attitude Shayari in English

2 line Attitude Shayari in English

Nazrein mila kar baat kar agar himmat hai
Hum wo naam hain jinse duniya nazrein churati hai

Mujhe is tarah dilon mein rakhna ata nai
par ap jaiso k lye jaan bhi hazir hai

Ke har koi dua dene ko majboor ho jaayeAur kya bigaad lenge log mera
Ek muskurahat to feeki na kar sake

Itna bhi mat jhuko ki log tumhein utha lein
Thoda akad mein raho taaki log soch mein pad jaayen

Ehteraam to hum sabka karte hain
Magar darte kisi ke baap se bhi nahin

Zameer bechkar shohrat paane walon
Tumhare urooj se hamara zawal achha hai

Hum poori tawajjo ke talabgaar hain tujh se
Auron se talluq hai to door raha kar

Hamari pehchaan khud ki hai
Hamari banti hi nahin takht-e-nasheenon se

Kirdar mein akad hona bhi zaroori hai
Har koi izzat ke qaabil nahin hota

Talluqaat ka zor humein na dikhao
Humein zamaane ki har hukoomat jaanti hai

Aur hum tumhein wahin khade nazar aayenge
Jahan tumhare bade bhaagte hue nazar aayenge

Main ab badal nahin sakta mizaaj jeene ka
Ab aap chahein to thehren warna bhaad mein jaayen

Kamzarf logon se shikwa na karo
Khamosh raho mazboot raho

Zindagi mein agar kuch banna hai
To andaaz aisa rakho ke dushman bhi kahe kya baat hai

Hum wahi khel khelte hain jahan jeet tay ho
Warna chhode hue patton se bhi log darte hain

Humse muqabla aasaan nahin
Kyunki hamari pehchaan aam nahin

Hamari khamoshi ko kamzori mat samajhna
Sher hamesha shikaar ke waqt hi garajta hai

Hamara usool hai ke hum maujood har jagah hote hain
Magar mayassar kisi ko nahin

Short 1 Line Attitude Shayari in English

Main apni auqat nahi batata, log khud pehchaan jaate hain.

Tu muqabla to kar, jeet ka faisla hum par chhod de.

Log jalte hain to jalne do, mera andaaz nahi badlega.

Waqt badalta hai, magar mera hausla nahi.

Meri khamoshi ko kamzori samajhna teri galti hai.

Hum wahan khade hote hain jahan himmat jawab de deti hai.

Ye gharoor nahi, khuddari ki pehchaan hai.

Qismat bhi jhukti hai jab iraade akad mein hon.

Duniya yaad rakhti hai unhein jo khud ko nahi bhoolte.

Wo humein aazma kar khud aazmaish ban gaye.

Apni pehchaan khud banao, warna log naam badal dete hain.

Gharoor un par jachta hai jo jhukna nahi jaante.

Khamoshi meri kamzori nahi, mera hathiyar hai.

Lehja narm rakhta hoon magar jawab sakht deta hoon.

Nazar jhukane ka shauq nahi, aadat hai seedha dekhne ki.

Qadam aahista sahi magar hamesha aage badhte hain.

Dil bada rakho, haisiyat khud badi ho jaayegi.

Shaan se jeena hi mera asal taaruf hai.

Baat kam karta hoon magar wazan daar karta hoon.

Andaaz aisa rakho ke mukhalifat bhi tareef ban jaaye.

Main apni raah khud banata hoon, logon ke raste ka intezaar nahi karta.

Jo mujhe samajh na paaye, unke liye main khamoshi hi kaafi hoon.

Mera jazba dekh kar hi log darein, lafz nahi chahiye.

Main sirf sach bolta hoon, jhooth ki duniya se door rehta hoon.

Andar ka toofan hi meri asli pehchaan hai, chehre ki muskaan nahi.

Royal Girls Attitude Ahayari in English

Royal Girls Attitude Ahayari in English

Rootha hua hai humse.. is baat par zamana,
Shamil nahi hai apni fitrat mein sar jhukaana.

Mere saath rehna hai to mujhe sahna seekh,
Warna apni auqat mein rehna seekh.

Akadti hi ja rahi hain gardan ki nse…
Aaj tak seekha hi nahi hunar sar jhukne ka!!!

Jungle ke sookhe patte jaise hain hum,
Jis din jalenge poora jungle jala denge.

Jo soch liya wahi karti hoon,
Main wo ladki nahi jo har kisi pe marti hoon.

Apni nazron mein kaafi achhi hoon main,
Sabki nazron ka maine theka nahi le rakha..

Jitni izzat karti hoon, utni utar bhi sakti hoon…
Isliye kaayde mein raho… faayde mein rahoge.

Attitude ke bazaar mein jeene ka alag hi maza hai,
Log jalna nahi chhodte aur hum muskurana.

Jo mujhse jale wo thoda side se chalein,
Agar tab bhi dikkat ho to kahin jaa kar doob maren..!!

Humein kisi ne kya kaha sab yaad hain,
Kuch time ruk ja, bas apne waqt ka intezaar hai!!!

Haisiyat ka parichay tab denge,
Jab baat aatmsamman ki hogi!

Ghamand nahi hai, bas jahan dil nahi karta
wahan baat nahi karti mein.

Aksar wahi log uthate hain hum par ungliyan,
Jinki humein chhune ki auqat nahi hoti.

Sun hero, mujhse panga zara soch samajh kar lena,
Kyunki main cute hoon par mute nahi!!!

Pagle sherani ki bhook aur mera look,
Dono hi jaanleva hai.

Badal gayi hoon main, badal gaye hain mere shauk,
Nahi sunungi main, tu chahe jitna bhonk..!!

Zid samjho to zid hi sahi,
Self respect se badhkar kuch bhi nahi.

Jis din mera muh khulega,
Tumhari sharaafat ke janaaze uthenge.

Attitude to bahut hai mujh mein,
Par bina wajah batati nahi aur wajah milne par gawati nahi!!!

Aap nakhron ki baat karte hain,
Janaab hamare to jhumke bhi bhaari hain.

Swag Attitude Shayari for Boys

Swag Attitude Shayari for Boys

Waqt waqt ki baat hai pagli,
Aaj na sahi kal to mere naam ki deewani hogi.

Kisi ka dimaag chalta hai, kisi ka sikka chalta hai,
Hamara to sirf attitude chalta hai.

Dekh meri jaan doosron se jalne wale hum nahi,
Aur hum par marne wale kam nahi.

Hum wo hain jo baaton se jaat aur
harkaton se auqat naap lete hain.

Bahut kar liya sheron ne raaj, ab meri baari hai,
Aaj main hi shikaar karunga.

Zindagi apne hisaab se jeeni chahiye,
Auron ke kehne par to circus mein sher naachte hain.

Apne khwaab bade hain sahab,
Udaan se pehle budget nahi dekhte.

Ghulam hoon apne ghar ke sanskaaron ka,
Warna teri auqat dikhane ka hunar bhi rakhta hoon.

Tu chalaki se koi chaal chal kar dekh,
Jeetne ka hunar mujh mein aaj bhi hai.

Shaant baithe hain hum,
Kamzor samajhne ki galti mat karna.

Shareef rahoge to duniya badnaam karegi,
Badnaam rahoge to duniya salaam karegi.

Style to sirf shauk ke liye hai,
Warna meri aankhon ke ishaare hi kaafi hain.

Abhi kuch nahi hoon maine maana,
Kal mashhoor ho gaya to rishta mat nikaal lena.

Tum jalan barkarar rakhna,
Hum apne jalwe barkarar rakhenge.

Kuch sahi to kuch kharab kehte hain,
Log humein bigda hua nawab kehte hain.

Taash ka joker aur apnon ki thokar,
Aksar baazi ghuma dete hain.

Bematalab duniya ka kissa khatam,
Ab jaisi duniya waise hum.

Sudhri hain to bas meri aadatein,
Warna mere shauk aaj bhi teri auqat se upar hain.

Kuch log khud ko sher samajhte hain,
Hum wo hain jo sher ko bhi ghuma dete hain.

Jis din maine attitude chhod dia,
Samajh lena us din tumhe tod diya.

King Attitude Shayari in English

Yun to apni zamane ka king hoon main,
Phir bhi har kisi ki auqat nahi mujhe padhne ki.

Maachis to yun hi badnaam hai huzoor,
Hamare tevar to aaj bhi aag laga dete hain.

Seedhe saadhe rehte hain ab role badal denge,
Shatka mat apni mahol badal denge.

Agar zindagi mein kuch paana hai to,
Tareeka badlo iraada nahi.

Ye to achha hai dil sirf sunta hai,
Agar bolta to qayamat aa jaati.

Khilaaf koi bhi ho farq nahi padta,
Jinka saath hai wo sabke baap hain.

Kuch log aise hote hain,
Jinki khujli doosron ko mitani padti hai.

Ada to apni full kaatil hai,
Aur attitude mein to degree haasil hai.

Mat chhed mujhe tera wajood bikhar jaayega,
Main haath lagaunga tujhe aur tu mar jaayega.

Logon ko dil mein nahi, king ki tarah
Mutthi mein rakho.

Sar aur kirdaar hamesha ooncha rakho,
Achhe bure din aate rehte hain.

Apne attitude ka aisa andaaz rakho,
Jo tumhe na samjhe use nazar andaaz rakho.

Dekh bhai rutba itna hai ki sher tu chahe kahin ka bhi ho,
Dher karne mein waqt nahi lagega.

jin ki khon me badshahat hoti hy na
wo kise aire gaire k pechy nai ghomty

Mere jaisa dhoond rahe ho,
Mujhme kya kami hai.

Jo humse akadta hai,
Use hum baaton se nahi laaton se samjhate hain.

Jaana hai to jao aakhir roka kisne hai,
Main to alag khada hoon tumko toka kisne hai.

Badnaam wahi hote hain,
Jinke kaam sahi hote hain.

Hum apni riyasat ke raja hain,
Kisi ki haisiyat dekh kar sir nahi jhukate.

Hum king duniya se alag nahi,
Hamari duniya hi alag hai.

Waqiye to anginat hain zindagi ke samajh nahi aata,
Kitaab likhun ya hisaab likhun.

Mujhe mat dekho hazaaron mein,
Hum bika nahi karte bazaaraon mein.

Attitude Shayari in Roman English Text

Hamara lehja bhi log khauf samajhte hain
Warna baat to hum sirf saleeqe se karte hain

Hamari chaal dekh kar log hairan reh jaate hain
Qadam hum uthate hain par nishaan dilon mein chhod jaate hain

Hamara andaaz hi hamari pehchaan hai
Jo jhuke nahin wahi asli shaan hai

Main aise waison ko munh hi nahin lagata tha
Kharab waqt ne aadat kharab kar di hai

Hamari baaton mein wo asar hai janaab
Jo sun le ek baar wo umr bhar yaad rakhe jawab

Hamari tanhai bhi logon ko khalti hai
Kyunki hamari khamoshi mein bhi baadshahi jalti hai

Hamara andaaz dekhne ki cheez hai janaab
Lafz kam asar zyada hota hai hamare jawab mein

Humse behtar aaina koi nahin dikha sakta
Chehra bhi sharma jaaye hamare andaaz par

Hamari muskaan bhi ek teer ki tarah chalti hai
Jo lage to seedha dil ke aar paar jalti hai

Hamare lehje mein wo thehraav hai janaab
Jo sun le ek baar phir kisi aur ko na sune

Hamari khamoshi bhi kai sawaal rakhti hai
Jo samajh jaaye wo dil se nikal nahin paati

Humse nazrein milana aasaan nahin
Hum muskurate hain magar andar toofan chhupa hai

Hamari shakhsiyat kitaabon mein nahin milti
Hum wo daastaan hain jo waqt khud sunata hai

Kisi ki kya majaal jo mujhse talkh kalami kare
Main to khud ko bhi ji mohtaram kehkar mukhatib karta hoon

Qadam jahan rakhte hain rutba wahin paida hota hai
Hamara naam hawa mein nahin dilon mein chalta hai

Dil ki zid thi ke tumse shikayat nahin karni
Tumse to wo gile hain ke bas rehne do

Hamari nigahon mein aakar koi beadab nahin bachta
Hum muskurakar bhi logon ki aukaat dikha dete hain

Kar raha tha mehfil mein apni wafaaon ka zikr
Maine jooti uthai aur chup ho gaya

Dosti Attitude Shayari in English for Friends

Dosti humari misaal ban jaati hai,
Dushman bhi chahe to kamaal ban jaati hai.

Yaaron ka saath ho to har raasta aasaan lagta hai,
Varna jeet bhi kabhi kabhi nuksaan lagta hai.

Apne dost kam hain magar khaas hain,
Isliye duniya walon se alag andaaz hain.

Sachche dost kabhi girne nahi dete,
Na kisi ki nazron mein na kisi ke qadmon mein.

Jinke dost wafadaar hote hain,
Unke andaaz bhi damdaar hote hain.

Humari dosti ka bas ek hi usool hai,
Jo saath khada wahi sabse cool hai.

Taqdeer walon ko milte hain aise yaar,
Jo waqt padne par ban jaate dhaal aur talwar.

Mere doston ki pehchaan itni khaas hai,
Mushkil mein bhi unka andaaz bindass hai.

Asli yaar wahi jo aukaat nahi dekhte,
Dil dekhte hain aur haalat nahi dekhte.

Saath dene wale hazaar nahi chahiye,
Ek sachcha dost hi kaafi hai.

Jin logon ke dost zabardast hote hain,
Unke dushman bhi zabardast hote hain.

Dosti naam hai wafadari ka,
Varna matlab ke rishte to hazaar milte hain.

Hum doston ke liye jaan bhi de den,
Par dushman ke liye pehchaan bhi na den.

Yaar mere attitude ki jaan hain,
Isi liye log humse pareshaan hain.

Apni yaari ka level hi alag hai,
Log jalte hain kyunki style hi alag hai.

Ego Attitude Shayari in English

Meri ana ka andaaza tum kya lagaoge,
Hum jhukte nahi bas waqt ko jhuka dete hain.

Ana bhi zaroori hai zinda rehne ke liye,
Varna log mitti samajh kar kuchal dete hain.

Guroor nahi ye meri pehchaan hai,
Sar uthakar chalna hi meri shaan hai.

Jhukna aadat nahi meri fitrat ka hissa hai,
Main sirf khuda ke saamne jhukta hoon.

Log kehte hain ana buri cheez hoti hai,
Hum kehte hain bina ana ke koi keemat nahi hoti.

Khud par yakeen ho to ana bhi sajti hai,
Warna jhuki nazar sirf majboori lagti hai.

Meri khamoshi ko takabbur na samajhna,
Yeh meri ana ka hifaazati libaas hai.

Jo meri ana se takraate hain,
Aksar apni pehchaan bhool jaate hain.

Andaaz mera dekh kar log hairaan rehte hain,
Ana bhi rakhta hoon aur izzat bhi deta hoon.

Main apni sharton par jeeta hoon,
Isi ko log meri ana kehte hain.

Takabbur nahi hai mujhmein phir bhi door rehta hoon,
Kyunki meri ana har kisi ko qabool nahi hoti.

Zameer zinda ho to ana bhi zinda rehti hai,
Beghairat log hi sar jhukaya karte hain.

Meri ana meri pehchaan hai,
Is par samjhauta karna beizzati ke barabar hai.

Sar jhukane ki aadat nahi mujhe,
Ana ne hamesha seedha chalna sikhaya hai.

Jo log meri ana ko ghamand samajhte hain,
Wohi log aksar khud se sharminda rehte hain.

Final Thoughts

Hope you enjoy these attitude shayari in English. You can share each line on your WhatsApp status, Instagram caption, and messages to show your confidence, boldness, and express your hidden personality trait.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top